Tuesday, June 25, 2019

क्या आप जानते हैं मोबाइल को साथ लेकर सोने से क्या होता है?


Aaj ke zamane me har kisi ke pass phone hai kyu ki phone aaj hum sabhi ki zindgi ka hissa bann gya hai phone se hmari zindgi kuc kuc asaan ho gyi hai phone se apne dur nahi lagte unse kisi bhi samay hum chahe toh baat kar skte hai hme kahi jana ni padta phone hume or hmare apno ko sath rakhne ka kaam karta hai or aj ke zmane ke toh phones kafi advance hai phone se hum call sms aur video call per v baat kar sakte hai phone ne apno se jo duri hoti hai usko lagbag kahtm kar diya hai lekin kya ap jante hai apka phone apke liye khatarnak bhi ho skta hai

देखिए कैसे खतरा है मोबाइल से 

Mobile se ap puri duniya ki jaankari apni pocket me rakh sakte hai issi vjah se ye hmari zindgi ka part ban gya hai kuc log toh iske bina reh nahi pate raat ko sote time log phone ko apne pass le kar sote hai kisi ko ye chinta rehti hai ki meri jruri call na aa jaye ya sms ya fhir kisi ko subah jaldi uthane ke liye mobile me alarm lgana pdta jisse woh baar baar bajkar unko utha de apko syad nhi pta lekin apki ye adate apke liye khatarnak sabit ho sakti sleep therapist ye kehte hai ki sone ke baad bhi hmara dyan mobile me he laga rehta hai aur jab call ya alarm bajta tab mobile ki ligth sidhe hmare retina par padti hai jiska asar hmare dimaag par hota hai iski vjah se hmara dimaag carefull rehta humari nind thik se puri nahi ho pati hai or iski vjah se nind ke samay nikalne wale Melatonin hormone ko nikale me problem hoti hai jo hmari health ke liye bhut nukaandayak hai

इस समस्या से बचने का उपाय 



Iss samasya se bacne ke liye purani alarm clock ka istemaal kare aur mobile ko sote time apne pass se he nhi balki bistar se he dur rakhe isse ap mobile se nikale wali gaso se bhi bach jaoge or apko nind bhi achi aaye subah ap tnavmukt freshmind ke sath uthoge !


No comments:

Post a Comment

Best shoes for men

Best shoes for men | New best and fashionable shoes are here we are provide you best shoes suit your personality. Friends kapdo k...