Sunday, June 30, 2019

आंखों में होते हैं तीन तरह के आंसू क्या आप जानते हैं



Kya ap jante hai ki hmari aankho me teen prakaar ke anshu hote hai ji han humari ankho me teen prakaar ke anshu hote hai lekin hume ye baat pta nahi hoti hai ki humari ankho me kai trah ke anshu hote hai jab humri ankho me mirch (मिर्च) ya pyaz (प्याज) jaisi jalan dene wali cheez lag jati hai tab hmari ankho se anshu aa jate hai or kabhi kabhi aisa hota hai jb hum jyada deer t.v computer ya phone use karte tb hmari ankho me pani aa jata hai aate hai kabhi hum udaas hote hai ya kisi ko yaad kar rhe hote hai tab hmare anshu aa jate hai issi trah anshuo ke teen prakaar hote hai jo hmare mahol (महौल) ke aanusaar niaklte hai 


आइए जानते हैं आंसुओं के बारे में


  • Reflex tears :- ye anshu tab nikalte hai jab  hmari ankho me kachra (कचरा) ya pyaz ya mirch jaise cheez lag jati hai yeh anshu ankho me lage kachre ya pyaz se hui jlan ko thik karne me madad (मदद) karte hai
  • Besal tears :- jab hum jyada deer tak t.v phone ya computer ka istemaal karte hai tb hmari ankho me pani aane lagta hai ye besal anshu hote hai inka kaam hmari ankho me nami bnaye rakhna hai ye hmari ankho ko dryness se bcate hai
  • Emotional tears :- jab kabhi udaas hote hai ya kisi ko yaad kar rhe hota hai tab hmari ankho me anshu aa jate hai yeh anshu hmari bhavnao (भावनाओं) ke sath jude hote hai



Thursday, June 27, 2019

केले से होते हैं शरीर को ये फायदे


Kele ko prachin (प्राचीन) samay se he pujay or pavitra mana gya hai kele ke fal patte or tano ko puja ke vidaan ke anusaar istemaal kiya jata hai aur ye bhi kaha jata hai ki kele ke bina kisi puja ki shuruaat nahi hoti kele har puja me bhut jruri hote hai issi trah kele hmare sarir (शरीर) ke liye bhi bhut faydemand (फायदेमंद) hai kele se hum kae (कई) sari bimariyo ka bhi illaz (ईलाज) kar sakte hai usko sahi trah se istemaal kar ke toh aaiye jante hai kele se hmare sarir ko kya fayde ho sakte hai

ये फायदे होते केलो से

  • Kele me paye jane wale fiber (फाइबर) se pachan kiriya (पाचन क्रिया) thik rehti hai aur pet se judi samasyao se chutkara milta hai 
  • Gym karne se phle ya gym se aane ke baad kele kahna se energy milti hai aur khana kahne ke baad kele kahne se manspesiya (मांसपेशियां) majbuut hoti hai
  • Jo log duble patle (दुबले पतले) hote hai unko rooj kele ya kele ko dudh me milakar pina chahiye 
  • Kele me vitamin b6 bharpoor matra me hota hai jo dimaag ko active rakhta hai aur dimaag tez kaam karta hai 
  • Kelo ko kahne me aamasay (आमाशय) aur aanto (आंतो) ki sujan thik ho jati hai
  • Kela kabj (कब्ज) jaisi bimariyo ko duur rakhta hai 
  • Dairiya (डायरिया) jaisi bimari me kela bhut faydemand hai dahi ke sath 2 kele kahne se pechis (पेचिश) aur dast (दस्त) me aaram milta hai....




Wednesday, June 26, 2019

बदलता मौसम तेजी से बढाता है मलेरिया करे ये उपाय

Mansoon ka mausam aane ko hai sabhi iska intezaar kar rahe hai ki kab mansoon ka mousam aaye aur garmi se rahat mile lekin maansoon ke aane se pehle jo ye mausam karvate le raha hai kabhi tez garmi kabhi halki thand kabhi thodi barish ye mausam ki karvate humare liye bhut khatarnaak ho sakti hai kyu ki aise he mousam me maleriya (मलेरिया) jaisi bimariya paida hoti hai issi mausam me macchar (मच्छर) panapte hai jo ek baar kaat le toh body bimariyo se ghiri rehti hai agr ap inse bachna chahte hai toh ye kaam kare...

ये उपाय करें 



  • Macchar (मच्छर) taaze pani me panapte hai issliye dyan rakhe ki ghar me ya ghar ke aas pass pani jama na hone de



  • Agar ap raat ko sote samay macchardani (मच्छरदानी) ka istemaal karte hai aur ap ye sochte hai ki hum maleriya (मलेरिया) se bac jayege to ap bikul glat hai kyu ki maleriya ka macchar (मच्छर) din me kaat ta hai



  • Apko full sleeve shirt, jeans iss trah ke kapdo ko phenna chahiye



  • Apne ghar me rakhe plants aur pani ki tanki ko ache se cover kar ke rakhe kyu ki macchar isme apne ande (अंडे) dete hai



  • Maleriya ke macchar (मच्छर) awaz nahi karte  hai issliye jo macchar awaz karte hai woh maleriya (मलेरिया) ke nahi hote



  • Maccharo (मच्छरो) se bachne ke liye anti mosquito cream ka istemaal kariye 


Tuesday, June 25, 2019

क्या आप जानते हैं मोबाइल को साथ लेकर सोने से क्या होता है?


Aaj ke zamane me har kisi ke pass phone hai kyu ki phone aaj hum sabhi ki zindgi ka hissa bann gya hai phone se hmari zindgi kuc kuc asaan ho gyi hai phone se apne dur nahi lagte unse kisi bhi samay hum chahe toh baat kar skte hai hme kahi jana ni padta phone hume or hmare apno ko sath rakhne ka kaam karta hai or aj ke zmane ke toh phones kafi advance hai phone se hum call sms aur video call per v baat kar sakte hai phone ne apno se jo duri hoti hai usko lagbag kahtm kar diya hai lekin kya ap jante hai apka phone apke liye khatarnak bhi ho skta hai

देखिए कैसे खतरा है मोबाइल से 

Mobile se ap puri duniya ki jaankari apni pocket me rakh sakte hai issi vjah se ye hmari zindgi ka part ban gya hai kuc log toh iske bina reh nahi pate raat ko sote time log phone ko apne pass le kar sote hai kisi ko ye chinta rehti hai ki meri jruri call na aa jaye ya sms ya fhir kisi ko subah jaldi uthane ke liye mobile me alarm lgana pdta jisse woh baar baar bajkar unko utha de apko syad nhi pta lekin apki ye adate apke liye khatarnak sabit ho sakti sleep therapist ye kehte hai ki sone ke baad bhi hmara dyan mobile me he laga rehta hai aur jab call ya alarm bajta tab mobile ki ligth sidhe hmare retina par padti hai jiska asar hmare dimaag par hota hai iski vjah se hmara dimaag carefull rehta humari nind thik se puri nahi ho pati hai or iski vjah se nind ke samay nikalne wale Melatonin hormone ko nikale me problem hoti hai jo hmari health ke liye bhut nukaandayak hai

इस समस्या से बचने का उपाय 



Iss samasya se bacne ke liye purani alarm clock ka istemaal kare aur mobile ko sote time apne pass se he nhi balki bistar se he dur rakhe isse ap mobile se nikale wali gaso se bhi bach jaoge or apko nind bhi achi aaye subah ap tnavmukt freshmind ke sath uthoge !


Saturday, June 22, 2019

BENEFITS OF YOGA



  Join yoga for stay fit

     Hum sabhi ko agar apni zindgi ek fit insaan ki trah jini hai toh hmko yoga jrur krni chahiye hume apni zindgi ka kuc samay yoga ko bhi dena chahiye  yoga se hum sabhi ko kafi sare fayde hai 

Aaiye jante hai yoga ke fayde

*  jis insaan ko pet ki taklife rehti ho usko yoga jrur krni chahiye yoga pet k rogo ko mitane me shayta karta hai


*  Yoga se nind na aane jesi bimari ya achanak nind se jagne ki bimari dur hoti hai vyakti tnaav mukt rehta hai

*  Yadi kisi ko ghabrahat hona krodh aana aisa hota hai toh iska bhi ilaaz yoga kar deta hai

*   Kuc logo ke srir me dard jodo me dard rehta hai woh log kafi preshan rehte hai yoga apnane se in sabhi dardo se mukti milti hai


*  Hmari sarir ke rakt ko sudh krne me yoga shayta krta hai or hme lambe smay tak jwan dikata hai  

                                 Vaise toh yoga karne ke kafi sare fayde hai umne se kuc humne apko btaye h  
                                I hope post apko acha laga hoga thank you......


     

Best shoes for men

Best shoes for men | New best and fashionable shoes are here we are provide you best shoes suit your personality. Friends kapdo k...