Thursday, June 27, 2019

केले से होते हैं शरीर को ये फायदे


Kele ko prachin (प्राचीन) samay se he pujay or pavitra mana gya hai kele ke fal patte or tano ko puja ke vidaan ke anusaar istemaal kiya jata hai aur ye bhi kaha jata hai ki kele ke bina kisi puja ki shuruaat nahi hoti kele har puja me bhut jruri hote hai issi trah kele hmare sarir (शरीर) ke liye bhi bhut faydemand (फायदेमंद) hai kele se hum kae (कई) sari bimariyo ka bhi illaz (ईलाज) kar sakte hai usko sahi trah se istemaal kar ke toh aaiye jante hai kele se hmare sarir ko kya fayde ho sakte hai

ये फायदे होते केलो से

  • Kele me paye jane wale fiber (फाइबर) se pachan kiriya (पाचन क्रिया) thik rehti hai aur pet se judi samasyao se chutkara milta hai 
  • Gym karne se phle ya gym se aane ke baad kele kahna se energy milti hai aur khana kahne ke baad kele kahne se manspesiya (मांसपेशियां) majbuut hoti hai
  • Jo log duble patle (दुबले पतले) hote hai unko rooj kele ya kele ko dudh me milakar pina chahiye 
  • Kele me vitamin b6 bharpoor matra me hota hai jo dimaag ko active rakhta hai aur dimaag tez kaam karta hai 
  • Kelo ko kahne me aamasay (आमाशय) aur aanto (आंतो) ki sujan thik ho jati hai
  • Kela kabj (कब्ज) jaisi bimariyo ko duur rakhta hai 
  • Dairiya (डायरिया) jaisi bimari me kela bhut faydemand hai dahi ke sath 2 kele kahne se pechis (पेचिश) aur dast (दस्त) me aaram milta hai....




No comments:

Post a Comment

Best shoes for men

Best shoes for men | New best and fashionable shoes are here we are provide you best shoes suit your personality. Friends kapdo k...