Sunday, June 30, 2019

आंखों में होते हैं तीन तरह के आंसू क्या आप जानते हैं



Kya ap jante hai ki hmari aankho me teen prakaar ke anshu hote hai ji han humari ankho me teen prakaar ke anshu hote hai lekin hume ye baat pta nahi hoti hai ki humari ankho me kai trah ke anshu hote hai jab humri ankho me mirch (मिर्च) ya pyaz (प्याज) jaisi jalan dene wali cheez lag jati hai tab hmari ankho se anshu aa jate hai or kabhi kabhi aisa hota hai jb hum jyada deer t.v computer ya phone use karte tb hmari ankho me pani aa jata hai aate hai kabhi hum udaas hote hai ya kisi ko yaad kar rhe hote hai tab hmare anshu aa jate hai issi trah anshuo ke teen prakaar hote hai jo hmare mahol (महौल) ke aanusaar niaklte hai 


आइए जानते हैं आंसुओं के बारे में


  • Reflex tears :- ye anshu tab nikalte hai jab  hmari ankho me kachra (कचरा) ya pyaz ya mirch jaise cheez lag jati hai yeh anshu ankho me lage kachre ya pyaz se hui jlan ko thik karne me madad (मदद) karte hai
  • Besal tears :- jab hum jyada deer tak t.v phone ya computer ka istemaal karte hai tb hmari ankho me pani aane lagta hai ye besal anshu hote hai inka kaam hmari ankho me nami bnaye rakhna hai ye hmari ankho ko dryness se bcate hai
  • Emotional tears :- jab kabhi udaas hote hai ya kisi ko yaad kar rhe hota hai tab hmari ankho me anshu aa jate hai yeh anshu hmari bhavnao (भावनाओं) ke sath jude hote hai



No comments:

Post a Comment

Best shoes for men

Best shoes for men | New best and fashionable shoes are here we are provide you best shoes suit your personality. Friends kapdo k...